Best 200+ Broken heart shayari in English -emotional broken heart

I am writing this Shayari in 2025 for those who have experienced broken heart shayari in English and for those who are in love. My Shayari is for people who want to fall in love without getting their heart broken. You may have heard of famous poets like Rahat Indori, Manhar Seth, and Nayab Midha — they express deep feelings through love, sad, and emotional Shayari. Just like them, my Shayari also speaks from the heart.

Broken heart shayari in English

Broken heart shayari in English

Pahle Mujhe Bhi Ishq Ka Nasha Tha Dosto Par, Jab Se Dil Toota Hai Nashe Se Ishq Ho Gaya
Dilon Ka Khel Jo Khelo To Yeh Bhool Mat Jana, Ke Khel-Khel Mein Aksar Khilone Toot Jate Hain.
Na Hawas Us K Jism Ki Na Shoq Uski Lazzat Ka Bin Matlabi Sa Banda Hoon Uski Saadgi per Marta Hu
Har koi yahan fasa hua hai waqt ki zanjeeron mein, Har koi yahan hasta hai keval tasveeron mein!!
Prem sabr hai, sauda nahi, Isiliye to sabse hota nahi.
Sapna kuch aur hi dekha tha lekin, Waqt ne kuch aur hi dikha diya…!!
Badal jaate hain woh log waqt ki tarah, Jinhe had se zyada waqt diya jaata hai…!
Lehron Se Khelna To Sagar Ka Shauk Hai, Lagti Hai Chot Kaise, Kinaron Se Puchhiye.
Tere baad mera kaun humdard banega, Maine apne bhi kho diye tujhe paane ki zid mein.
Phir Nahi Basate Woh Dil Jo Ek Baar Toot Jate Hain, Kabr Kitni bhi Sanwaaro Koyi Zinda Nahi Hota.
Dua hai hamari ki teri zindagi mein koi gham na rahe, Agar gham ki wajah hum ho to duniya mein hum na rahein..!
Tumhaare baad phir kahaan kisi ki hasrat rahegi, Khaamakha umr bhar mohabbat se nafrat rahegi..!!!
Suna hai sab kuch mil jaata hai Google par …. Murshad! Wafa mile to location bhejna mujhe…
Mere Geet Sune Duniya ne Magar Mera Dard Koi Na Jaan Saka, Ek Tera Sahara Tha Dilko, Tu Bhi Na Mujhe Pehchan Saka…
Tujhe Kya Lagta Hai Mujhe Teri Yaad Nahi Aati Kon Bhala Apni Barbadi Ko Bhul Skta Hai
aaj to dard ki intaha hoti rahi zindagi meri sisak-sisak kar roti rahi
itna saza do mere janaze ko ki unki aankho se aansu aajaye sari umar to nafrat thi unhe mujse kam se kam janaze se to pyar ho jaye
Door jakar bhi ham door jaa na sakenge, Kitna royenge ham bata na sakenge, Gham iska nahi ki aap mil na sakoge, Dard is baat ka hoga ki ham aapko bhula na sakenge…
Ab Safar Zindagi ka Khatam Hi Hua SmjhO Uski BatO n se judai ki Mehak Ati hai
Bachpan Key Din Bhi Kitny Achhe Hotey They Tab Dil Nahi Bas Khiloney Tuta Krte They Ab Ek Aansoo Girey Toh Saha Nhi Jaata, Bachpan Mein Toh Dil Bhur Key Royaa Krte They…
Phir se tere mehfil mein chala aya hu……. Andaz wahi h bs alfaz naye laya hu…..
Maana ki mujhe pyr krna nhi aata per tu bta ki tujhe dil todna kisne sikhaya
Tum se mahobbat teri aukat se jyada ki thi Ab baat nafrat ki hai soch tera kya hoga…
Usne Kaha Bhool Jao Mujhe Hum ne bi Rotay Hoye Keh Diya Kon Ho tum
It hurts when you re being ignored by the person whose attention is the only thing you want in the world
!! Jaao, Dhond Lo Hum Se Ziyada Chahne Wala Mil Jaye To Khush Rehna , Na Mile To Hum Phir Bhi Tumhare Hai…!!

Emotional broken heart shayari

Juda toh ek din saansein bhi ho jati hain, Lekin shikayat sirf mohabbat se hi kiyun.
Jis keliye sab luta diya humne, Woh kehti hai unko bhula diya humne, Gaye they hum unke aansu pochnein, Ilzam de diya ke unko rula diya humne.
Saari raat na soye hum, Raaton ko uth kar kitne roye hum, Bas ek baar mera qasoor bata de rabba, Itna piyaar kar ke bhi kiyun kisi ke na hoye hum.
Humein woh yaqeen zaleel karwata hai, Jo hum har kisi par munn utha ke kar lete hain.
Tumhein pane ki khatir humne sab ko chod diya, Aur akhir mein tumhari khoshi ki khatir jao tumhein bhi chod diya.
Tere jaane ka gham kuch is tarah hai, Jaise zakhm ho par dard bhi khushnuma ho.
Hasne ki aadat thi par rona bhi seekh liya, Jab logo ne apna chehra mask ke neeche chhupa liya.
Tere naam ka zikr jab bhi hota hai, Dil aankhon se pehle bheeg jata hai.
Mohabbat aur majboori ka kya rishta hai, Dono sahi waqt pe dard dete hain.
Main likhta raha dard, logon ne shayari samjha, Jise padh ke wo hans diye, jahan main roya tha.
Khaamoshi meri ab meri aawaz ban gayi hai, Log kehte hain tu badal gaya, main kehta hoon sambhal gaya.
Galti sirf itni thi ke usse khud se zyada chaha, Ab sabak seekh liya, khud se mohabbat karna sikha.
Apna bana ke bhool gaya wo, Aur hum bewajah wafadar ban baithe.
Jinhe waqt nahi milta tha baat karne ka, Aaj wo humare bina jee rahe hain.
Rishte zyada gehre the ya khwab kuch aur the, Toot gaye is tarah jaise kabhi the hi nahi.

Broken Heart Shayari in English 2 Line

Main har baar jeet ke bhi haar gaya, Kyuki mohabbat mein logic nahi sirf pyaar gaya.
Tujhse juda hokar bhi tera tha, Aur tu kisi aur ka hokar bhi meri thi.
Dil todne wale ko kya maloom, Dil tootne ke baad bhi zinda rehna padta hai.
Khud ko khone ka darr ab nahi rehta, Kisi ne itna tod diya ke sab kuch apna lagta hi nahi.
Sach kehne ka junoon rakhta hoon, Isliye jhoot bolne wale log mere dushman hain.
Log kehte hain main akela hoon, Par sach toh yeh hai ki main khud mein hi mehfil hoon.
Main roya nahi hoon, bas aankhon mein thoda bhar gaya tha, Warna mard ko kabhi rone ka haq nahi milta.
Kuch logon ko hum tab tak ache lagte hain, Jab tak hum unki baat maan lein.
Mujhe haarne ka gham nahi, Bas dard is baat ka hai ki apne hi shamil the is saazish mein.
Aansu sirf paani nahi hota, Yeh woh jazbaat hota hai jo lafzon mein bayan nahi hote.
Dil mein tha toofan, par chehra hamesha shaant rakha, Main muskuraata raha, logon ne dard ko mazaak samjha.
Jin raahon se guzra hoon main, Waha se log dua maang ke guzarte hain.
Waqt ne sikhaya ki sab kuch khona bhi ek kala hai, Aur main toh uss kala ka fan ban gaya hoon.
Uski har baat mein ek silsila tha, Aur meri khamoshi mein sirf woh hi mila tha.
Main uske dil ka mehmaan kabhi tha hi nahi, Bas dil ne majboor kar diya ruk jaane ko.
Aankhon mein aansu the, par shikayat nahi thi, Woh chala gaya, magar mohabbat abhi bhi wahi thi.
Tumhe paane ka khwab le kar soya tha main, Aur jab utha to zindagi ne us khwab ka mazaak bana diya.
Kuch kahaniyaan sirf yaadon mein jeeti hain, Warna humne bhi unhe sach karne ki poori koshish ki thi.
Woh lafz ban gaya meri kitaab ka, Jise main har safhe par dhoondhta hoon, har baar.
Aisi hawa chali ke patte bhi bolne lage, Aur hum akele hi poori mehfil se tolne lage.
Tera naam jab bhi zubaan pe aata hai, Dil kuch pal ke liye ruk jata hai.
Main chhup chhup ke rota raha, Aur duniya samjhti rahi main muskara raha hoon.
Woh mila tha ik pal ke liye, Aur chala gaya zindagi bhar ke liye.
Tujhse milna toh naseeb mein tha hi nahi, Par mohabbat karke naseeb zaroor badal diya.
Kaha tha tune waqt ke saath sab theek ho jayega, Par tu toh waqt ke saath aur door ho gaya.
Aisa Nahi Hai Ki Ab Teri Justjoo Nahi Rahi, Bas Toot Kar Bikharne Ki Aarzoo Nahi Rahi

Broken Heart Shayari in English Hindi

Ae-dil thodi si himmat kar na yaar, Dono milkar use bhool jate hai.
Kya milta hai tumhe toote dilo ko jodkar, Bikhar jaate hain wo jo jaate hain chhodkar.
Jaise koi bachcha rote-rote thak kar so jaata hai, Hamare dil ka haal aksar kuch aisa hi ho jaata hai.
Ab kahaan zarurat hai haathon mein patthar uthane ki, Todne wale to dil zubaan se hi tod diya karte hain!!
Koi ehsaan Kar De Mujhpe Itna Sa Bata Kar, Bhulaya Kaise Jata Hai Dil Todne Wale Ko?
Toda kuch is ada se talluq usne Ghalib, Ki saari umr apna kasoor dhoondhte reh gaye…!!
Kyun na befikr hokar soya jaaye, Ab bacha hi kya hai jise khoya jaaye!!
Tere liye MERI ibaadte wahi hai Tu sarm Kar Teri aadte wahi hai
Dil Mein Aaya Tha Wo Bahut Se Raston Se, Jane Ka Rasta Na Mila To Dil Hi Tod Diya.
Zindagi Se Kyon Rooth Gaye Ho Tum, Itne Mayus Kyon Ho Gaye Ho Tum, Zaroor Tumhara Bhi Kisi Ne Dil Toda Hai, Jo Itne Gham-Geen Ho Gaye Ho Tum,
Jab se tune mujhe chhod kar jaana hai, Meri zindagi ek adhuri kahani ban gayi hai.

Broken Heart Shayari in English Text

Meri tasweer ko dekha to kaha logo ne Isko jabardasti hasaya gya hai 😟
Meri galti bus yehi thi ke maine, Har kisi ko khud se ziyada zaroori samajha.
Har yaad ek zakhm hai, Har khwaab ab wahm hai,
Dil laga kar dekha, dard bhi naya mila, Mohabbat ek baar aur ki, aur sab kuch khoya mila.
Fursat mein yaad karna ho to mat karna, Hum tanha zaroor hain magar fizool nahi…!
Zubaan chup thi, par aankhon mein toofan tha, Main kaise keh deta ki tu hi meri jaan tha?
Bechain Is Qadar Tha Ki Soya Nahi Raat Bhar, Palkon Se Likh Raha Tha Tera Naam Chand Par.
Woh yaad aati hai jab raat udaasi ban jati hai, Aur khamoshi meri sab kuch keh jati hai.
Tere jaane ke baad zindagi kuch alag si ho gayi, Khud se mulaqat bhi ab aadat si ho gayi.
Jisne haara tha pyaar mein, Usne hi likha mohabbat ka geet.
Kuch Aise Haadse Bhi Zindagi Me Hote Hain Ke Insaan Bach To Jata Ha Magar Zinda Nhi Rehta
Na samjha paaya main apne dil ko, Tere liye har baar kyun tut jaata hoon.
Waqt tha, jazbaat the, tu bhi tha, Par kismet thi jo hamesha khaali thi.
Main likhta raha dard, log wah wah karte rahe, Jise mehsoos karna tha, woh hi padhta nahi tha.
Pyaar tha ya saza, aaj tak samajh nahi aaya, Par tere bina jeena har roz ek imtihaan ban gaya.
Khush rehna tha tujhko, isliye chhod diya, Khud toot gaya, par tujhe bikherta nahi dekha.
Humein Wo Yaqeen Zaleel Karwata Hai, Jo Hum Har Kisi Par Moo Utha Ke Kar Lete Hain.
Unki yaadein bahut yaad aati hain, Magar kuch lamhe hamesha ke liye chale gaye hain.
Chehra toh sabka hota hai, Par asliyat sirf tanhaai mein dikhti hai.
Ishq ki aakhiri nasl hain hum, Hamare baad jismon ki bhookh hogi…!
Aansu kabhi jhooth nahi bolte, Jahan dard hota hai, wahan bars jaate hain.
Tum se mahobbat teri aukat se jyada ki thi Ab baat nafrat ki hai soch tera kya hoga…
Usne pucha kyun akela rehta hoon, Kya kahun, sab apne the, tabhi to akele ho gaye.
Ishq ki gali mein zindagi ki shaam ho rahi hai, Ab to wafa seekh le, umr tamaam ho rahi hai. Tere mere ishq ke charche saare sheher mein ho rahe hain, Thoda to reham kar, chahat badnaam ho rahi hai..!!

Also Read : Trust Friendship Shayari in English

Jo waada kiya tha saath nibhaane ka, Use tune itni jaldi bhula diya.
Woh kehkar gaya tha ke wapas aayega, Aaj tak us baat ko tasalli banake jee raha hoon.
Aansoo bahte hain, lekin dil sthir rehta hai, Tumhara pyaar kabhi wada tha, ab sirf ek romanch hai, Main tumhari yaadon ke saath jeeta hoon, halanki tum yahan nahi ho, Toote dil ka dard, yahi mera dar hai.
Jab aap pyaar mein hote hain, aur dard milta hai, toh yeh ek ghaav ki tarah hota hai — yeh thik ho jaata hai, lekin hamesha ek nishan reh jaata hai.”

Alone Broken Heart Shayari in English 2 Line

Apno Ne Akela Itna Kar Diya Ke Ab Akelapan Hee Apna Lagta Hai.
Pyaar tha ya ek galti, Tujhe bhoolne mein zindagi lag gayi.
Kuch yaadein dil se chipak jati hain, Na chahkar bhi rona aa jata hai.
Koi mar to nahi jaata ishq-e-judai mein, Lekin ji bhi to nahi paata hai zindagi ki tanhai mein.
Aksar jo sabko hasaata hai, Wahi sabse zyada tanha hota hai.
Khamosh” itna ho gaye hain, ki… Shabdon” ka matlab tak… bhool gaye hain.
Tere khayal mein jeeta hoon, Warna zindagi toh bejaan si hai.
Tum nahi ho, par tumhara asar hai, Mujh mein ab bhi kahin tu basti hai.
Tere pyaar mein khud ko bhoola, tere liye har gham jhela, Tune jo dhokha diya, ab dil toota, bikhra, akela.
Kisi ki kami ko mehsoos karne lag gaya hoon, Lagta hai ab sach mein mohabbat karne lag gaya hoon.
Log poochte hain kaise ho? Main kehta hoon zinda hoon, bas dil se nahi.

1 Line Broken Heart Shayari in English

Ek pal ki khushi mili thi, Aur uske badle mein dard zindagi bhar ka mila.
Mein bhi wakt jaisa hun,Kadar Naa karne Wale ko dobaara nahi milta
Is kadar bebas ho gaye hain hum, Saamne samundar hai, fir bhi pyaase khade hain hum.
Main khud se hi juda ho gaya hoon, Tere intezaar mein itna kho gaya hoon.
Wo muskurake keh gaya sab kuch theek hoga, Aur main aaj bhi us muskan mein jeeta hoon.
Aashnaa hona tha kisi aur gham se,Tum na hote to kisi aur se bichhde hote.
Tere bina bhi jee raha hoon, Par har saans tujhse mohabbat karti hai.
Fursat mein yaad karna ho to mat karna,Hum tanha zaroor hain magar fizool nahi.
Jo toot ke chahte hain, Unke liye mohabbat kabhi aasaan nahi hoti.
Dil hi to tha,Bus bhar gaya hoga humse.
Main likhta hoon dard, Aur log use Shayari samajhte hain.
Zindagi ne jitna rulaya hai, Shayari ne utna sambhala hai.
Wo baat hi kuch aur thi tere saath, Warna khushi toh main akela bhi dhoondh leta.
Apno ne hi peeth mein chhura ghopa, Ab toh ajnabiyon pe zyada bharosa hai.
Tere bina bhi waqt guzarta hai, Par waqt se zyada tu yaad aata hai.
Tera naam jab bhi likhta hoon, Aankhon se aansu zaroor tapak jaate hain.
Kya khoob tha tera jhoot bolna bhi, Sach se zyada asar usne kiya.
Waqt ne sab kuch sikha diya, Bas tujhe bhoolna nahi sikhaya.
Tu thi, toh zindagi thi, Ab toh bas din guzar rahe hain.
Jis din tu gaya, us din sab kuch chhoda tha, Bas likhna nahi chhod paya.
Woh raat, woh baat, woh teri muskaan, Sab kuch aj bhi mere dil ka armaan hai.
Log kehte hain bewakoof hoon main, Par kya karoon dil ne tujhse mohabbat hi bewakoofi se ki thi.
Main roya nahi hoon, Bas aankhon mein thoda sa tu bhar gaya tha.
Zakhm toh bahut hain is dil mein, Par tere jaise dard ka nasha alag tha.
Kuch yaadein khushboo ki tarah hoti hain, Na dikhai deti hain, na bhooli jaati hain.
Mere dil mein ab bhi wo jagah khaali hai, Jahan kabhi sirf tera naam tha.
Waqt ke saath sab kuch badal gaya, Par yaadon mein tu ab bhi wahi hai.
Tere saath guzaara hua har lamha, Aaj meri tanhaayi ka hissa ban gaya.
Har baar tujhe bhoolne ki koshish ki, Aur har baar tujhmein aur kho gaya.
Main har kisi se muskura ke milta hoon, Par andar se bas tujhse milne ko tadapta hoon.
Zindagi ne sikhaya hai chup rehna, Kyuki sach bolne wale aksar tanha rehte hain.
Woh chhod gaya kyunki usse waqt chahiye tha, Aur main khud ko khokar use waqt deta raha.
Kabhi toh yaad aaunga main bhi tujhe, Shayad tab jab koi tujhe waisa na chahe.
Aksar khush rehta hoon main sabke saamne, Par raat mein har muskaan tut jaati hai.
Tumhare bina zindagi chal toh rahi hai, Par jee nahi rahi.
Main jise har baat batata tha, Aaj usi se kuch bhi kehne se darta hoon.
Tere saath waqt beeta toh sab kuch tha, Ab sab kuch hai, par tu nahi.
Mujhe tere hone se mohabbat thi, Tujh se nahi, bas teri ahmiyat se thi.
Log pyaar ki misaal dete hain, Par mera pyaar toh sirf ek khaamoshi tha.
Usne kaha waqt sab kuch theek karega, Par waqt ne toh dard aur gehra kar diya.
Mera dard mera hai, Ispe na tumhara haq tha, na samajh.
Tere saath bitaye hue lamhe, Aaj bhi tanha raaton mein cheekh uthe hain.
Main haar gaya us mohabbat mein, Jahan jeetne ke liye jhooth bolna padta.
Woh pyaar tha ya ek imtihaan? Har baar khud ko hi sabit karna pada.
Tere jaane ke baad, Khud se milne ka waqt mila.
Bevafai ki nadi mein doob gaya ishq, Ab tat par bas khaali waadon ke kaagaz behte hain.
Zindagi ne ek hi baat sikhayi hai, Jo saccha ho, wahi akela hota hai.
Bure haalaat jab gher lete hain, To yaad rakhna doston, Apne log bhi nazar feer lete hain.
Main haar gaya us ladayi mein, Jisme dil tha mere paas, par log uske saath the.
Toote dil ke tukde samet raha hoon, Har tukde mein uski yaadein bator raha hoon.
Tera hona zaroori nahi tha, Par tere jaane ka gham har din zaroori ho gaya.
Is toote dil ki sada koi sunta nahi hai, Khwab bikhar gaye hain koi bunta nahi hai, Dard had se zyada guzar raha hai seene mein, Ashq ab to palkon mein rukta nahi hai.
Tere jaisa bhi koi nahi mila, Par tu bhi toh kabhi mera nahi hua.
Rishton mein dard yun hi nahi milta, Har muskaan ke peeche ek gham chhupa hota hai. Humne jise chaaha tha sabse zyada, Wahi humein akela chhodkar chala gaya.
Jo chhod jate hain, woh yaad ban jate hain, Aur yaadein kabhi bhi chain nahi lene deti.
Dil diya tujhe, tune tukdon mein baant diya, Andheron mein doobta chhod diya. Ab sirf khamosh aansu saath hain mere, Tanha jee raha hoon toote khauf ke ghere.
Log toh bas naam lete hain dard ka, Humne toh har lamha jee kar dikhaya hai.
Sooani raahon par chalte hain, Toote dil ko lekar jeete hain
Chhod kar gaya toh sab kuch chhod gaya, Par is dil se tera naam nahi gaya.
Toote dil ki daastaan, Bas dard ka marham hai.
Mohabbat adhoori thi, par yaadein poori hain, Aur yaadon se badi saza koi nahi.
Tere baad kisi se dil laga nahi, Bas tere baare mein hi sochta raha.

“Thank you for reading my Shayari. I hope these words touch your heart, help you feel the power of true love, and protect you from the pain of heartbreak. Keep loving, keep feeling, and never stop believing in the magic of emotions.”

Leave a Comment